MOVIE-INDEX    0-9       A      B      C      D      E      F      G      H      I      J      K      L      M      N      O      P      Q      R      S      T      U      V      W      X      Y      Z   


Top Downloads

 

Best of Pankaj Udhas vol 2

Movie Name: Best of Pankaj Udhas vol 2

Release Date: 1987-01-01

Movie Category: Bollywood Songs

Song Lyrics Title : Dard hi khud
Song Lyrics Movie : BestOf Pankaj Udhas Vol 2

Download Dard hi khud Mp3 Songs and View Lyrics of Song Dard hi khud. Mp3 file can be downloaded by clicking the download link given below. This free download service is provided by mp3cros.com which searces the Mp3 from different sites. mp3cros.com is not responsible for download of copyright songs. If the owner of the song is having any issue regarding free download of song. He may contact to webmaster to remove it from list.

Lyrics: Dard hi khud
Song: Dard hi khud
 
jisane chot na khaayi ho -2 woh chehara kya pehchaanega
dil ka dard toh yaaron koyi dilwaala hi jaanega
(ik dard sabhi ko hota hai, ik marj sabhi ko hota hai
dil na ro ai dil na ro) - (2)
tere saath yeh aasmaan rota hai, ik dard sabhi ko hota hai
dil na ro ai dil na ro
kaun kehata hai sabako ghum nahi hai
haan yeh kahon ke sabki aankhein nam nahi hai
bhari mehfil mein dil hasata hai, tanhaayi mein rota hai - (2)
kisiko yaad karana bhi bada dushwaar hota hai
kaun kehata hai sabko ghum nahi hai
haan yeh kaho ki sabki aanhein nam nahi hai
tanhaayi mein chupake se ro lete hain
ghum ka jehar pi pike ji lete hai
dil na ro o o o dil na ro
yahin hashrr sabhi ka hota hai, ik dard sabhi ko hota hai
dil na ro ai dil na ro
dushwaariyaan sabhi ki jindagi mein hai aa aa aa
dushwaariyaan sabhi ki jindagi mein hai
majburiyan sabhi ki jindagi mein hai
tadpaata rahein jo saari umar woh ik waakiya sabhi ki jindagi mein hai
dil na ro ai dil na ro
yahim kehar sabhi pe hota hai, ik dard sabhi ko hota hai
dil na ro ho o o o dil na ro
jike ghabara gaya koyi ghabraake ke ji gaya
aur koyi hasate hasate jakhmon ko si gaya
musibat ki ghadi mein kaun kisaka saath deta hai - (2)
andhere mein toh saaya bhi juda insaan se rehata hai
jike ghabara gaya koyi ghabraake ke ji gaya
aur koyi hasate hasate jakhmon ko si gaya
kisi ne jeher samajhke aansu baha diye
aur koyi main samajhake ashkon ko pi gaya
dil na ro ho o o o dil na ro
yahaan jikrr usika hota hai, ik dard sabhi ko hota hai
dil na ro ho ai dil na ro
tere saath yeh aasmaan rota hai, ik dard sabhi ko hota hai
dil na ro ai dil na ro ai dil na ro, dil na ro
 

Youtube Video Song: Dard Hi Khud - Download Link